% \startsong \stitle{taare vohii hai.n, chaa.Nd vohii hai}% \film{Anmol Ratan}% \year{1950}% \starring{Karan Diwan,Meena Kumari,Nirmala}% \singer{Lata}% \music{Vinod}% \lyrics{D N Madhok}% % % Contributor: % Transliterator: % Date: January 31, 2002 % Credits: Ashok Dhareshwar % Editor: % Comments: % \printtitle #indian % taare vohii hai.n chaa.Nd vohii hai haay magar vo raat nahii.n haay, taare vohii hai.n (mai.n bhii vohii huu.N tum bhii vohii ho)\2 haay magar vo baat nahii.n taare vohii hai.n jo mai.n jaanatii dil deke dukhii honaa hai ye priit sadaa kaa ronaa hai (naa meraa dil bhaTaktaa naa mai.n aap bhaTaktii)\2 band zubaa.n (mai.n kahaa.N vo kahaa.N)\2 ab milane kii ko_ii baat nahii.n haay vo raat nahii.n haay, taare vohii hai.n aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu lab pe haay ye ham un se lekar aaye (haar gaye ham payaar kii baazii)\2 dil ne aise khel khilaa_e band zubaa.n (mai.n kahaa.N vo kahaa.N)\2 ab milane kii ko_ii baat nahii.n haay vo raat nahii.n taare vohii hai.n, chaa.Nd vohii hai haay magar vo raat nahii.n haay, taare vohii hai.n % #endindian \endsong %