% \startsong \stitle{ye jhuumate nazaare tum paas ho hamaare}% \film{Nai Raahen}% \year{1959}% \starring{Ashok Kumar, Geeta Bali}% \singer{Hemant, Lata}% \music{Ravi}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: Prithviraj Dasgupta % Credits: % Editor: % Date: Feb 5, 2000 % \printtitle #indian % he: ye jhuumate nazaare tum paas ho hamaare kahatii hai.n kuchh nigaahe.n samajho zaraa ishaare la: ye raah to na_ii hai jaane kahaa.N ga_ii hai Dar laage haay kaise mai.n chaluu.N sa.ng tumhaare \threedots he: kahataa hai bahaar kaa mastii bharaa samaa.N aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n Daal ke sun dil kii daastaa.N la: baahe.n gale me.n Daal duu.N dil chaahataa to hai phir sochatii huu.N kar naa de badanaam ye jahaa.N h: kuchh bhii kahe zamaanaa baato.n me.n tum na aanaa tumako kisiikaa Dar kyaa mai.n saath huu.N tumhaare \threedots la: apanaa banaake saajanaa mu.Nh mo.Danaa nahii.n samajhaa jis ko pyaar mai.n dhokhaa na ho kahii.n he: dil to tumhaaraa ho chuukaa haazir hai jaan bhii ik baar mere pyaar kaa kar lo zaraa yakii.n la: aisaa naa mu.Nh se boliye ham to tumhaare ho liye lo haath de diyaa hai ab haath me.n tumhaare \threedots he/la: aa aa aa aa aa aa % #endindian \endsong %