% \startsong \stitle{sapano.n me.n aanaa chhe.D chhe.D jaanaa}% \film{Shisham}% \year{1952}% \starring{Nutan, Nasir, Kuldeep, Gope}% \singer{Lata, Mukesh}% \music{Roshan}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % sapano.n me.n aanaa chhe.D chhe.D jaanaa siikhaa kahaa.N se mere balam ne hai ik navelii naar alabelii ha.Ns ke luTaayaa dil jis pe ham ne Dol gayii duniyaa merii terii nazar jo jhukii \-2 aaj huii tujh ko khabar mai.n to (kab se terii ho chukii) \-2 rah kar nazar me.n aa.Nkho.n ke ghar me.n ye bhii na jaanaa bhole priitam ne sapano.n me.n aanaa \threedots jiit liyaa ham ne jahaa.N tuu jo hamaaraa huaa \-2 dekh liyaa jab se tujhe jiinaa gavaaraa huaa \-2 jo kuchh thaa meraa aaj huaa teraa kismat badal lii aapas me.n ham ne sapano.n me.n aanaa \threedots matavaalii terii adaa man ko mere bhaa gayii \-2 nazaro.n se nazare.n milii nii.nd aa.Nkho.n me.n aa gayii \-2 cha.nchal mastaanii chau.nkii javaanii kuchh is tarah se dekhaa sanam ne jo kuchh thaa meraa aaj huaa teraa kismat badal lii aapas me.n ham ne % #endindian \endsong %