\startsong \stitle{kisii se dostii kar lo}% \film{Dil Deewana}% \year{1974}% \starring{Randhir Kapoor, Jaya Bhaduri, Aruna Irani}% \singer{Asha, Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Shalini Razdan % Transliterator: Surajit A. Bose % Date: May 25th, 2001 % Credits: % Comments: GEETanjali series. % \printtitle #indian % kishor: he he huu.N huu.N huu.N huu.N he he kisii se dostii kar lo karoge pyaar tum ham se kisii se dillagii kar lo karoge pyaar tum ham se aashaa: kaun mahafil me.n aavaaraa aa gayaa dosto.n me.n dushman hamaaraa aa gayaa kishor: ab kyaa kare.n ham apanii taariif tho.De se badamaash hai.n ham tho.De se shariif aashaa: haa.N! is liye! kishor: kis liye? aashaa: is liye! kishor: kis liye Kafaa Kafaa kyo.n lagate ho sarakaar tum ham se aashaa: aa.a.a na ham se dushmanii kar lo bacho sarakaar tum ham se kishor: kisii se dostii kar lo karoge pyaar tum ham se aashaa: aap kaa hii kyaa diiwaanaa naam hai are mujhako nahii.n pasand ye puraanaa naam hai kishor: bha_ii naam na dekho tum dekho kaam ko furasat ho to kal akele milanaa shaam ko aashaa: ha! ha! kyaa kahaa? kishor: kyaa huaa? aashaa: kyaa kahaa? kishor: kyaa huaa? aashaa: ulajh gaye ho kyo.n aaKir bekaar tum ham se kishor: huu.N kisii se dostii kar lo karoge pyaar tum ham se aashaa: aa.a.a na ham se dushmanii kar lo bacho sarakaar tum ham se kishor: karoge pyaar tum ham se aashaa: bacho sarakaar tum ham se kishor: karoge pyaar tum ham se % #endindian \endsong %