% \startsong \stitle{banavaarii re (bhajan)}% \film{Ek Phool Chaar Kaante}% \starring{1960}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Dr. Bhanot % Transliterator: Shree % Credits: Rajiv Shridhar % Neha Desai % Date: 04/06/1997 % Comments: Bhajan % \printtitle #indian % banavaarii re jiine kaa sahaaraa teraa naam re mujhe duniyaa vaalo.n se kyaa kaam re jhuuThii duniyaa jhuuThe ba.ndhan, jhuuThii hai ye maayaa jhuuThaa saa.Nsa kaa aanaa jaanaa, jhuuThii hai ye kaayaa o, yahaa.N saa.Nchaa teraa naam re banavaarii re \threedots ra.nga me.n tere ra.nga gaye giridhara, chho.D diyaa jaga saaraa bana gaye tere prem ke jogii, le ke mana ekataaraa o, mujhe pyaaraa teraa dhaam re banavaarii re \threedots darshana teraa jisa dina paauu.N, hara chintaa miTa jaaye jiivana meraa in charaNo.n me.n, aas kii jyota jagaaye o, merii baa.Nhe.n paka.Da lo shyaam re banavaarii re \threedots % #endindian \endsong %