% \startsong \stitle{na jaane kyaa huaa jo tuune chhuu liyaa}% \film{Dard}% \year{1981}% \starring{}% \singer{Lata}% \music{Khaiyyam}% \lyrics{Naqsh Lyallpuri}% % % Contributor: Nita % Transliterator: Nita % Date: 15th March, 2000 % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % na jaane kyaa huaa jo tuune chhuu liyaa khilaa gulaab kii tarah meraa badan nikhar nikhar ga_ii sa.Nvar sa.Nvar ga_ii banaake aa_iinaa tujhe ai jaaneman na jaane kyaa huaa \threedots bikharaa hai kaajal fizaao.n me.n bhiigii bhiigii hai.n shaame.n buu.Ndo.n kii rim\-jhim se jaagii aag Tha.nDii havaa me.n aajaa sanam ye hasii.n aag ham le.n dil me.n basaa na jaane kyaa huaa \threedots aa.Nchal kahaa.N mai.n kahaa.N huu.N ye mujhe hosh kyaa hai ye beKudii tuune dii hai pyaar kaa ye nashaa hai sun le zaraa saaz\-e\-dil gaa rahaa hai naGamaa teraa na jaane kyaa huaa \threedots kaliyo.n kii ye sej mahake raat jaage milan kii kho jaae.N dha.Dakan me.n dha.Dakane.n mere man kii aa paas aa terii har saa.Ns me.n mai.n jaa_uu.N samaa na jaane kyaa huaa \threedots % #endindian \endsong %