% \startsong \stitle{muhabbat me.n aise zamaane bhii aaye}% \film{Sagai}% \year{1951}% \starring{}% \singer{Talat, Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % muhabbat me.n aise zamaane bhii aaye kabhii ro diye ham kabhii muskuraaye banaayaa thaa ik aashiyaa.N do dilo.n ne zamaane kii aa.Ndhii ne tinake u.Daaye muhabbat jo kii hai to fariyaad na kar muhabbat pe ilazaam aane na paaye muhabbat kii aa.Nkho.n se ashqo.n ko chunakar kisii ne falak pe sitaare sajaaye muhabbat me.n aise zamaane bhii aaye \threedots % #endindian \endsong %