% \startsong \stitle{moraa goraa a.ng lai le}% \film{Bandini}% \year{}% \starring{Ashok Kumar, Nutan, Dharmendra}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: Neha % Transliterator: Nita % Date: 4th October, 1999 % Credits: % Editor: % Comments: Some say the song is actually written by Shailendra % \printtitle #indian % moraa goraa a.ng la_i le mohe shaam ra.ng da_i de chhup jaauu.Ngii raat hii me.n mohe pii kaa sa.ng da_i de ek laaj roke paiyaa.N ek moh khii.nche baiyaa.N haay ek laaj roke paiyaa.N ek moh khii.nche baiyaa.N jaauu.N kidhar na jaanuu.N ham kaa koii bataa_ii de ho~ o~ moraa goraa a.ng la_i le mohe shaam ra.ng da_i de chhup jaauu.Ngii raat hii me.n mohe pii kaa sa.ng da_i de badarii haTaa ke cha.ndaa chup ke se jhaa.Nke cha.ndaa aa~ a~ badarii haTaa ke cha.ndaa chup ke se jhaa.Nke cha.ndaa tohe raahuu laage bairii muskaaye jii jalaa_i ke ho~ o~ moraa goraa a.ng la_i le mohe shaam ra.ng da_i de chhup jaauu.Ngii raat hii me.n mohe pii kaa sa.ng da_i de kuchh kho diyaa hai paa_i ke kuchh paa liyaa gavaa_i ke~ kuchh kho diyaa hai paa_i ke kuchh paa liyaa gavaa_i ke kahaa.N le chalaa hai manavaa mohe baa.Nvarii banaa_i ke ho~ o~ moraa goraa a.ng la_i le mohe shaam ra.ng da_i de chhup jaauu.Ngii raat hii me.n mohe pii kaa sa.ng da_i de % #endindian \endsong %