% \startsong \stitle{do nainaa tumhaare pyaare pyaare}% \film{Shrimatiji}% \year{1952}% \starring{}% \singer{Geeta, Hemant}% \music{S Mohinder}% \lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}% % % Contributor: Neha Desai % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: Hemantada series #11 % \printtitle #indian % he : do nainaa tumhaare pyaare pyaare gagan ke ye taare kare.n ye ishaare dil dil se milaaye.nge, dil dil se milaaye.nge gii: jiyaa dha.Dake sharam ke maare sajan ham haare chale.nge tere dvaare terii duniyaa.N basaaye.nge, terii duniyaa.N basaaye.nge he : chuum rahe.n hai.n tujhako pavan ke jho.nke halake\-halake, jho.nke halake\-halake gii: dil kii maikhaane me.n khushii ke paimaane hai.n chhalake, paimaane hai.n chhalake he : dekho savan ke ha.Nsate nazaare nigaahe.n milaa re papiihaa pukaare ye din phir na aaye.nge, ye din phir na aaye.nge gii: do nainaa tumhaare pyaare pyaare \threedots gii: pyaar bharaa ek chhoTaa saa dil hai ba.Daa bedard zamaanaa he : o mere sapano.n ke saathii milake bichha.D na jaanaa, milake bichha.D na jaanaa gii: ye vaade jo nadiyaa kinaare piyaa ne bisaare unhii.n ke sahaare ham jiivan bitaaye.nge, ham jiivan bitaaye.nge do : do nainaa tumhaare pyaare pyaare \threedots % #endindian \endsong %