% \startsong \stitle{meraa naam raajuu gharaanaa anaam}% \film{Jis Desh Mein Gangaa Behti Hai}% \year{1960}% \starring{Raj Kapoor, Padmini, Pran, Lalita Pawar}% \singer{Mukesh}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % \printtitle #indian % meraa naam raajuu gharaanaa anaam bahatii hai ga.ngaa jahaa.N meraa dhaam meraa naam raajuu \threedots kaam naye nit giit banaanaa giit banaa ke jahaa.N ko sunaanaa koii na mile to akele me.n gaanaa kaviraaj kahe, na ye taaj rahe na ye raaj rahe, na ye raaj_gharaanaa priit aur priit kaa giit rahe kabhii luuT sakaa na koii ye khazaanaa meraa naam raajuu \threedots dhuul kaa ik baadal alabelaa nikalaa huu.N apanii safar me.n akelaa chhup\-chhup dekhuu.N mai.n duniyaa kaa melaa kaahe maan kare, abhimaan kare naadaan tujhe ik din to hai jaanaa Dafalii uThaa aavaaz milaa gaa mil ke mere sa.ng prem taraanaa meraa naam raajuu \threedots % #endindian \endsong %