% \startsong \stitle{ba.De armaano.n se rakhaa hai balam terii kasam}% \film{Malhaar}% \year{1951}% \starring{Shammi, Arjun, Moti Sagar}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: Preeti Ranjan Panda % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 10/22/1995 % Credits: Preetham Gopalaswamy % Snehal Oza % Ashok Dhareshwar % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: Indeevar's first song in films % \printtitle #indian % ba.De armaano.n se rakhaa hai balam terii kasam o balam terii kasam pyaar kii duniyaa me.n ye pahalaa kadam ho, pahalaa kadam judaa na kar sake.nge hamako zamaane ke sitam ho, zamaane ke sitam pyaar kii duniyaa me.n ye pahalaa kadam ho, pahalaa kadam le uThaa pyaar bhii a.nga.Daaii hai, dil bhii jahaa.N ajii, aise me.n li_e jaate ho tum bolo kahaa.N duur duniyaa kii nigaaho.n se kahii.n jaae.nge ham pyaar kii duniyaa me.n ye pahalaa kadam ho, pahalaa kadam \threedots terii do aa.Nkho.n me.n dikahte hai.n mujhe dono.n jahaa.N inhii me.n kho gayaa dil meraa kaho Dhuu.NDhuu.N kahaa.N chaa.Nd ghaTataa ho ghaTe apanii mohabbat na ho kam pyaar kii duniyaa me.n ye pahalaa kadam ho, pahalaa kadam \threedots merii naiyaa ko kinaare kaa i.ntazaar nahii.n teraa aa.Nchal ho to patavaar bhii darakaar nahii.n tere hote hue kyo.n ho mujhe tuufaan kaa Gam pyaar kii duniyaa me.n ye pahalaa kadam ho, pahalaa kadam \threedots % #endindian \endsong %