% \startsong \stitle{achchhaa to ham chalate hai.n}% \film{Aan Milo Sajna}% \year{}% \starring{Rajesh Khanna, Asha Parekh}% \singer{Lata, Kishore}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % \printtitle #indian % achchhaa to ham chalate hai.n phir kab miloge jab tum kahoge jumme raat ko haa.N haa.N aadhii raat ko kahaa.N? vahii.n jahaa.N koii aataa jaataa nahii.n achchhaa to ham chalate hai.n \threedots kisii ne dekhaa to nahii.n tumhe.n aate nahii.n mai.n aayii huu.N chhupake chhupaake der kar dii ba.Dii zaraa dekho to gha.Dii uff o, merii to gha.Dii band hai terii ye adaa mujhe pasand hai dekho baate vaate.n kar lo jaldii jaldii phir na kahanaa abhii aayii abhii chal dii to aao paas baiThe.n pal do pal aaj nahii.n kal ye to ik bahaanaa hai vaapas ghar bhii jaanaa hai kitani jaldii ye din Dhalate hai.n haay! TaaTaa \threedots achchhaa to ham chalate hai.n phir kab miloge jab tum kahoge kal milo yaa paraso.n paraso.n nahii.n, naraso.n kahaa.N? yahii.n yahaa.N koii aataa jaataa nahii.n achchhaa to ham chalate hai.n \threedots u.Daa hai kis liye teraa ra.ng gorii hamaarii paka.Dii gayii hai bas chorii - achchhaa? raam jaane kyaa ho ab kaise huaa ye Gazab meraa aa.Nchal jo zaraa Dhal gayaa saarii duniyaa ko pataa chal gayaa kaise khele.nge ab aa.Nkh micholi lejaa aake mere ghar se merii Dolii tere ghar vaale na kar de i.nkaar sab hai.n taiyyaar, sab hai.n taiyyaar sun le phir dil kii fariyaad bas baaqii shaadii ke baad piyaa dekho, diye jalate hai.n achchhaa \threedots achchhaa to ham chalate hai.n \threedots % #endindian \endsong %