% \startsong \stitle{are tuune abhii dekhaa nahii.n, dekhaa hai to jaanaa nahii.n,}% \film{Do Aur Do Panch}% \starring{Amitabh, Shashi, Parveen}% \singer{Kishore}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Anjaan}% % % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Kannan Muthukaruppan (mkannan@plane.berkeley.edu) % Ashish Bokil (abokil@hubcap.clemson.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % % are tUne abhii dekhaa nahii.n, dekhaa hai to jaanaa nahii.n, jaanaa hai to maanaa nahii.n, mujhe pahachaanaa nahii.n, duniyaa dIvaanii merii, mere piichhe piichhe bhaagii, kis me.n hai dam yahaa.N, Thahare jo mere aage, mere aage aanaa nahii.n, dekho Takaraanaa nahii.n, kisii se bhii haare nahii.n ham (jo soche, jo chaahe vo karake dikhaade.n ham vo hai.n jo do aur do paa.Nch banaa de.n) \- 2 haay, tUne abhii dekhaa nahii.n dekhaa hai to jaanaa nahii.n ham aag lagaa de.n paanii me.n patthar pe phuul khilaaye.n bin mausam bin baadal rimajhim saavan barasaaye hu ho ho ho ho puurab ke suuraj ko pash{}chim se ugaa de.n ham vo hai.n jo do aur do paa.Nch banaa de.n he! tUne abhii dekhaa nahii.n dekhaa hai to jaanaa nahii.n are ham manamaujii mastaane mastii ke saaj bajaaye.n to jhuume.n ye dharatii o chaa.Nd sitaare gaae.n ho ho ho ho ho phuulo.n kii raaho.n se kaaTo.n ko haTaa de.n ham vo hai.n jo do aur do paa.Nch banaa de.n he! tUne abhii dekhaa nahii.n dekhaa hai to jaanaa nahii.n jaanaa hai to maanaa nahii.n mujhe pahachaanaa nahii.n duniyaa dIvaanii merii mere piichhe piichhe bhaagii kisame.n hai dam yahaa.N Thahare jo mere aage mere aage aanaa nahii.n dekho Takaraanaa nahii.n, kisii se bhii haare nahii.n ham\threedots jo soche.n jo chaahe.n vo kar ke dikhaa de.n ham vo hai.n jo do aur do paa.Nch banaa de.n jo soche.n jo chaahe.n vo kar ke dikhaa de.n ham vo hai.n jo do aur do paa.Nch banaa de.n laa laa\threedots % #endindian \endsong %