% \startsong \stitle{kyo.n akhiyaa.N bhar aayii, phir koii yaad aayaa}% \film{Tamasha}% \year{1952}% \starring{}% \singer{Lata}% \music{Manna De}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Contributor: Neha Desai % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % kyo.n akhiyaa.N bhar aa_ii phir koii yaad aayaa kyo.n akhiyaa.N bhar aa_ii \threedots bhuul sake na ham tumhe.n aur tum to jaake bhuul gaye ro ro ke kahataa hai dil kyo.n dil ko lagaa ke bhuul gaye bhuul sake na ham tumhe.n \threedots bevafaa ye kyaa kiyaa dil ke badale Gam diyaa muskuraayii thii gha.Dii bhar raat din ab ro_uu.N piyaa ek palak chandaa mere yuu.N jhalak dikhaa ke bhuul gaye bhuul sake na ham tumhe.n \threedots kaun sii thii bairan gha.Dii vo jabake tujh se ulajhe nayan sukh ke miiThe jhuule me.n rumajhum jhuum uThaa thaa paavan saa man din sunahare raate.n rupahalii tum mile mai.n huii magan aa.Nkh khulii to mai.n ne dekhaa dekhaa thaa ek jhuuTaa sapan sapano.n ke sa.nsaar me.n meraa man bharamaake bhuul gaye bhuul sake na ham tumhe.n \threedots % #endindian \endsong %