% \startsong \stitle{jahaa.N mai.n jaatii huu.N vahii.n chale aate ho}% \film{Chori Chori}% \year{1956}% \starring{Raj Kapoor, Nargis}% \singer{Lata, Manna De}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: Neha Desai % Editor: % \printtitle #indian % la: jahaa.N mai.n jaatii huu.N vahii.n chale aate ho chorii chorii mere dil me.n samaate ho ye to bataao ki tum mere kaun ho ma: dil se dil kii lagan kii ye baat hai pyaar kii raah jatan kii ye baat hai mujhase na puuchho ki tum mere kaun ho la: o, mai.n to shor machaa_uu.Ngii, shor machaa_uu.Ngii karanii tumhaarii sab ko bataa_uu.Ngii khair jo chaaho chale jaao mere dar se chho.Do ye aanaa jaanaa dil kii Dagar se ye to bataao ki tum mere kaun ho \threedots ma: o, mai.n ne kyaa buraa kiyaa hai, kyaa buraa kiyaa hai dil de kar hii dil le liyaa hai kisii ba.De gyaanii\-dhyaanii ko bulaao abhii\-abhii yahii.n faisalaa karaao mujhase na puuchho ki tum mere kaun ho \threedots la: o, dil hii jab hue diivaane, jab hue diivaane ma: kahanaa hamaaraa ab kaun maane la: jahaa.N mai.n jaatii huu.N vahii.n chale aate ho chorii chorii mere dil me.n samaate ho ye to bataao ki tum mere kaun ho ma: dil se dil kii lagan kii ye baat hai pyaar kii raah jatan kii ye baat hai mujhase na puuchho ki tum mere kaun ho \threedots % #endindian \endsong %