% \startsong \stitle{ye nayii nayii priit hai tuu hii to meraa miit hai}% \film{Pocketmaar}% \year{}% \starring{Dev Anand}% \singer{Talat, Lata}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Vandana Venkatesan (vandana@charlie.ece.scarolina.edu) % Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % lataa: ye nayii nayii priit hai tuu hii to meraa miit hai naa jaane koii saajanaa ye terii merii daastaa.n talat: samaa hai ye pyaar kaa naye iqaraar kaa naa ho koii jahaa.N banaa le.n vahii.n aashiyaa.n lataa: ye nayii nayii priit hai (lataa: nazar tumase milii aise ke ham sharmaa gaye talat: pukaaraa jab tere dil ne to phir ham aa gaye ) \- 2 lataa: kasam tumhe.n pyaar kii isii iqaraar kii naa jaane koii saajanaa ye terii merii daastaa.n talat: samaa hai ye pyaar kaa (talat: nigaaho.n hii nigaaho.n me.n kaho kyaa kar diyaa lataa: mere daaman ko phuulo.n se ye kisane bhar diyaa ) \- 2 talat: chalo chal de.n vahaa.N zamiin aur aasamaa.n gale milate jahaa.N banaa le vahii.n aashiyaa.n latA: ye nayii nayii priit hai tU hii to mera miit hai naa jaane koii saajanaa ye terii merii daastaa.n ##both:## samaa hai ye pyaar kaa naye iqaraar kaa naa ho koii jahaa.N banaa le.n vahii.n aashiyaa.n ye nayii nayii priit hai #endindian \endsong %