% \startsong \stitle{yashodaa kaa na.ndalaalaa brij kaa ujaalaa hai}% \film{Sanjog}% \year{}% \starring{Jaya Prada, Jeetendra, Asrani, Aruna Irani}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{}% % % Contributor: C.S.Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % \printtitle #indian % zu zu zuu zu zuu zu zu zu zu zuu yashodaa kaa na.ndalaalaa bR^ij kaa ujaalaa hai mere laal se to saaraa jag jhilamilaae zu zu zuu zu zuu zu zu zu zu zuu raat Tha.nDii Tha.nDii havaa, gaa ke sulaae bhor gulaabii palake.n, khol ke jagaae do a.Nkhiyo.n me.n tujhe basaake jaane kab se jaaguu.N tuu maa.Nge to chaa.Nd bhii de duu.N tujh se kuchh naa maa.Nguu.N khol tuu aa.Nkhe.n dekh yahaa.N huu.N aur nahii.n koI mai.n terii maa.N huu.N, zu zu zuu \threedots tere liye kaise kaise sapane sajaae, mere laal se \threedots jaane kab ye aatii jaatii saa.ns kahaa.N tham jaae dekh murajhaataa phuul TuuT ke Daalii se kab gir jaae tuu jo mujhe maa.N maa.N \threedots maa.N, rahake bulaae ruuh ko merii chain aa jaae, zu zu zuu \threedots so jaae aise phir naa jaaguu.N jagaae, mere laal se \threedots % #endindian \endsong %