% \startsong \stitle{yammaa yammaa, yammaa yammaa, ye khuubasuurat samaa}% \film{Shaan}% \year{1980}% \starring{Amitabh, Shashi Kapoor, Parveen Babi, Bindiya Goswami, Sunil Dutt, Kulbhushan}% \singer{R D Burman, Rafi, chorus}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % yammaa yammaa, yammaa yammaa, ye khuubasuurat samaa bas aaj kii raat hai zi.ndagii, kal ham kahaa.N tum kahaa.N ha.nsate hue aisii shaan se, diivaane ??? jaae.nge jhuuThii shamo.n se milake gale, paravaane jal jaae.nge rah jaaegaa yaado.n kaa diyaa, kal ham kahaa.N tum kahaa.N kal kyaa ho jaae kisako khabar, aa ??? chale.n jhuumakar ye zi.ndagii ik lambaa safar, pal bhar ke sab hamasafar ik raat ke mehamaan sab yahaa.N, kal ham kahaa.N tum kahaa.N % #endindian \endsong %