% \startsong \stitle{vaadaa rahaa sanam, hon.nge judaa na ham (abhiijit \& alkaa)}% \film{Khiladi}% \year{}% \starring{Ayesha Julka, Akshya Kumar, Prem Chopada}% \singer{Abhijit, Alka Yagnik}% \music{Jatin-Lalit}% \lyrics{Anwar Sagar}% % % Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % alakaa: vaadaa rahaa sanam, ho.nge judaa na ham chaahe na chaahe zamaanaa hamaarii chaahato.n kaa miT naa sakegaa fasaanaa abhiijiit: vaadaa rahaa sanam, ho.nge judaa na ham chaahe na chaahe zamaanaa hamaarii chaahato.n kaa miT naa sakegaa fasaanaa alakaa: (in vaadiyo.n me.n yuu.n hii milate rahe.nge dil me.n vafaa ke diye jalate rahe.nge ) \- 2 ye maa.Ngaa hai duaao.n me.n kamii na ho vafaao.n me.n rahe terii nigaaho.n me.n dekho na in fizaao.n me.n o jaane jaa.n hamaarii chaahato.n kaa \threedots abhiijiit: (kaisii udaasii tere chehare pe chhaa_ii kyaa baat hai jo terii aa.Nkh bhar aa_ii) \- 2 dekho to kyaa nazaare hai.n tumhaarii tarah pyaare hai.n ha.nso na mere liye tum sabhii to tumhaare hai.n o jaane jaa.n hamaarii chaahato.n kaa \threedots dono: vaadaa rahaa sanam, ho.nge judaa na ham chaahe na chaahe zamaanaa hamaarii chaahato.n kaa miT naa sakegaa fasaanaa % #endindian \endsong %