% \startsong \stitle{tuu pii aur jii, tuu jii he he, aur pii}% \film{Des Pardes}% \year{1977}% \starring{Dev Anand, Tina Munim}% \singer{Kishore, chorus}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Amit Khanna}% % % Contributor: % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: V. Vohra (vvhr@troi.cc.rochester.edu) % Comments: Tina Munim was introduced in this movie by Dev. % \printtitle #indian % tuu pii aur jii, tuu jii he he, aur pii saradii me.n jab piyoge yaaro.n saradii me.n jab piyoge yaaro.n garam koT ban jaayegaa, ye aaI garamii ko madiraa jal ThanDak tumako pahu.Nchaaegaa are ra.ng bharegaa sapano.n me.n, A.Nkho.n me.n jab ye bas jaayegaa man ko tere miit teraa bas yahii.n kahI.n pe mil jaayegaa kaahe ko tuu phire akelaa are kaahe ko tuu phire akelaa, dekh zaraa maujo.n kaa melaa aa tuu bhI aa, laharaa\threedots are aao naa akele, kabhI raho naa akele kabhii, kabhI kah gaye kabiir ke uupar niiche, aage piichhe, chhAI kaisii mastii zaraa pii aur jii\threedots ye gujaraatii vo ba.ngaalii ye gujaraatii vo ba.ngaalii, ye dilavaalaa vo dilavaalii mai.n desii huu.N tuu paradesii, phir bhI dha.Dakan hai ek jaisii are, ye madraasii, vo pa.njaabii, har taale kI hai ek chaabhii pyaar ke maare, sab bechaare, gore, kaale, ye matavaale are varkar ho yaa maalik mil kaa varkar ho yaa maalik mil kaa, raat kaa pyaasaa, bhuukhaa din kaa aa tuu aa naa ghabaraa udhaar naa cha.Dhaao kabhii, paise sAth laao abhii abhii ye dukaan hai khulii ke pahalii pahalii bikrii merii, bechuu.N mai.n to sastii zaraa pii aur jii\threedots gharavaalo.n kI yaad sataaye gharavaalo.n kI yaad sataaye, yaa A.Nkho.n me.n aa.Nsuu aaye hamako dekho ghuu.NT ha.Nsii ke pii kar ham kaise muskaaye isame.n kitane raaz chhupe hai.n, puuchho mere dil se tum baiThe baiThe mahafil se hotaa hai kaise koI Gam are duniyaadaarI hil jaayegI duniyaadaarI hil jaayegI, faTI jeb bhI sil jaayegI aa tuu ban jaa raajaa are lafa.Daa naa karo, kabhI jhaga.Daa naa karo kabhii bha.nda.Daa to paao zaraa jAT jI are balle balle, bach ke kahI.n, Duube naa ye kashtI zaraa pii aur jii, kahataa ye hai TonI he he, ##come on madam, ha ha## ##come on mister, ## ye paka.Do ##brother## oe aano naa sisTar, bolo ##cheers## % #endindian \endsong %