% \startsong \stitle{tuu mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye}% \film{Criminal}% \year{}% \starring{Nagarjuna}% \singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}% \music{M M Kreem}% \lyrics{Indeevar}% % % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Comments: This song has been sung thrice in the movie. % The first para is sung by Kumar Sanu in the Male and duet version % as the first para in both the songs % the second para is common to all the three songs. Alka sings it in the % duet version. % In the Female version of the song Alka has a new para which is given as % third para here. % The english para is recited by Alka in duet. % And ofcourse Alka sings rahuu.Ngii and not rahuu.Ngaa % \printtitle #indian % tuu mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye \- 2 (naa ho tuu udaas tere paas paas mai.n rahuu.Ngaa zindagii bhar ) \- 2 saare sa.nsaar kaa pyaar mai.n ne tujhii me.n paayaa tuu mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye \- 2 cha.Ndaa tujhe dekhane ko nikalaa karataa hai aainaa bhii o \threedots dIdaar ko tarasaa karataa hai itanii hasii.n koii nahii.n \- 2 husna dono jahaa.N kaa ek tujhame simaT ke aayaa tuu mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye ## Darling, every breath you take, every move you make, I will be there. What will I do without you, I want to love you forever and ever and ever. ## pyaar kabhii marataa nahii.n ham tuu marate hai.n hote hai.n vo log amar pyaar jo karate hai.n jitanii adaa utanii vafaa \- 2 ik nazar pyaar se dekh lo phir se zindaa karado tuu mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye \- 2 naa ho tuu udaas tere paas paas mai.n rahuu.Ngaa zindagii bhar \- 2 saare sa.nsaar kaa pyaar maine tujhii me.n paayaa tuu mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye \- 2 ## This para is for the female version sung by Alka as first para ## Gam hai kise ho sAraa jahaa.N chaahe dushmana ho kyaa chaahiye haatho.n me.n jo teraa daaman ho tuu hai jahaa.N manzil vahaa.N \- 2 dha.Dakano.n kii tarah apane dil me.n mujhako chhupaa lo tU mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye % #endindian \endsong %