% \startsong \stitle{tum jiyo hazaaro.n saal}% \film{Sujata}% \year{}% \starring{Nootan, Sunil Dutt, Shashikala, Sulochana}% \singer{Asha}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Vandana Venkatesan % Transliterator: Vandana Venkatesan % Editor: Rajiv Shridhar % Date: 11/02/1996 % Comments: Poignant movie about untouchability % Bimal Roy Productions % \printtitle #indian % tum jiyo hazaaro.n saal saal ke din ho.n pachaas hazaar suuraj roz aataa rahe roz gaataa rahe leke kiraNo.n ke mele palachhin kaliyaa.N gin gin teraa har din tab tak ra.Ngo.n se khele.n ra.Ng jab tak baakii hai bahaaro.n me.n tum jiyo hazaaro.n saal saal ke din ho.n pachaas hazaar \threedots yahaa.N vahaa.N shaam ho chaahe jahaa.N yuu.N hii jhuume shamaa sunake tumhaarii baate.n pyaar liye chaa.Nd kaa Tiikaa liye yuu.N hii juganuu liye chamake tumhaarii raate.n nuur jab tak baakii hai sitaaro.n me.n tum jiyo hazaaro.n saal saal ke din ho pachaas hazaar \threedots % #endindian \endsong %