% \startsong \stitle{taubaa ye matavaalii chaal, jhuk jaae phuulo.n kii Daal}% \film{Patthar Ke Sanam}% \year{}% \starring{Manoj Kumar, Waheeda Rehman, Mumtaz}% \singer{Mukesh}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Shashikant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Fri Jan 26 1996 % Credits: % Editor: % Comments: % \printtitle #indian % taubaa ye matavaalii chaal, jhuk jaae phuulo.n kii Daal chaa.Nd aur suuraj aakar maa.Nge.n, tujhase ra.Ng\-e\-jamaal hasiinaa! terii misaal kahaa.N sitam ye adaao.n kii raanaaiyaa.N hai.n kayaamat hai kyaa terii a.Nga.Daaiyaa.N hai.n bahaar\-e\-chaman ho, ghaTaa ho dhanak ho ye sab terii suurat kii parachhaiyaa.N hai.n ke tan se, u.Dataa gulaal kahaa.N huu.N mai.n bhii diivaano.n kaa ik shahazaadaa tujhe dekhakar, ho gayaa kuchh zyaadaa Kudaa ke li_e mat buraa maan jaanaa ye lab chhuu liye hai.n, yuu.N hii be\-iraadaa nashe me.n itanaa Kayaal kahaa.N yahii dil me.n hai tere nazadiik aa ke miluu.N tere palako.n pe palake jhukaa ke jo tujh saa hasii.n saamane ho to kaise chalaa jaa_uu.N pahaluu me.n dil ko dabaa ke ki merii itanii majaal kahaa.N % #endindian \endsong %