% \startsong \stitle{ai maalik tere ba.nde ham}% \film{Do Ankhen Baarah Hath}% \year{1957}% \starring{V. Shantaram, Sandhya}% \singer{Manna De, Lata}% \music{Vasant Desai}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Prashant Kulkarni (praskulk@engin.umich.edu) % Raj Ganesan (cpd.tandem.com!raj) % Kedar Nahade (ksn2@Lehigh.EDU) % Navin Kabra (navin@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ai maalik tere ba.nde ham aise ho hamaare karam nekii par chale.n aur badii se Tale.n taaki ha.nsate huye nikale dam jab zulmo.n kaa ho saamanaa tab tuu hii hame.n thaamanaa vo buraaI kare.n ham bhalaaI bhare.n nahii.n badale kii ho kaamanaa ba.Dh uThe pyaar kaa har kadam aur miTe bair kaa ye bharam nekii par chale.n \threedots ye a.ndheraa ghanaa chhaa rahaa teraa inasaan ghabaraa rahaa ho rahaa bekhabar kuchh na aataa nazar sukh kaa suuraj chhipaa jaa rahaa hai terii roshanii me.n vo dam jo amaavas ko kar de puunam nekii par chale.n \threedots ba.Daa kamazor hai aadamii abhii laakho.n hai.n isame.n kamii.n par tuu jo kha.Daa hai dayaaluu ba.Daa terii kR^ipaa se dharatii thamii diyaa tuune jo hamako janam tuu hii jhelegaa ham sabake Gam nekii par chale.n \threedots % #endindian \endsong %