% \startsong \stitle{sun rii pavan, pavan purvaiyyaa, mai.n huu.N akelii alabelii}% \film{Anuraag}% \year{1972}% \starring{Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee, Ashok Kumar}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: ceindian@utacnvx.uta.edu (Porky) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % sun rii pavan, pavan puravayyaa mai.n huu.N akelii alabelii tuu sahelii merii ban jaa saathiyaa 1) chal tuu meraa A.Nchal thaam ke a.njaane raste is gaa.Nv ke saathii hai.n ye mere naam ke nain ye nigo.De kis kaam ke Dole meraa man, aise jaise nayyaa, mai.n huu.N \threedots 2) koii to ho aise puuchhe baat jo giruu.N to paka.D leve haath jo ha.Nse roe sadaa mere sAth jo soe jaage sa.ng din raat jo aise ho milan, jaise dhuup chha.nyyaa, mai.n huu.N \threedots % #endindian \endsong %