% \startsong \stitle{suhaanii raat Dhal chukii, naa jaane tum kab aaoge}% \film{Dulari}% \year{}% \starring{Madhubala}% \singer{Rafi}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Shripad Lale (lale@cent.gud.siemens.co.at) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % (suhaanii raat Dhal chukii naa jaane tum kab aaoge ) \- 2 jahaa.N kii rut badal chukii .a .a .a naa jaane tum kab aaoge nazaare .a .a .a apanii mastiyaa.n dikhaa dikhaa ke so gaye sitaare .a .a .a apanii raushanii luTaa luTaa ke so gaye har ek shammaa jal chukii naa jaane tum kab aaoge suhaanii raat Dhal chukii \threedots ta.Dap rahe hai.n ham yahaa.N \- 2 tumhaare i.ntazaar me.n \- 2 (khizaa kaa ra.ng, aa chalaa hai mausam\-e\-bahaar me.n ) \- 2 mausam\-e\-bahaar me.n havaa bhii rukh badal chukii .a .a .a naa jaane tum kab aaoge suhaanii raat Dhal chukii naa jaane tum kab aaoge % #endindian \endsong %