% \startsong \stitle{shaam ra.ngiin huii hai tere aa.Nchal kii tarah}% \film{Kanoon Aur Muzrim}% \year{}% \starring{???}% \singer{Suresh Wadkar, Usha}% \music{Ravindra Jain}% \lyrics{Ravindra Jain}% % % Contributor: Samiuddin Mohammed % Transliterator: Rajiv Shridhar % Credits: Mahesh Saptarshi % Manjeet Rekhi % Date: 06/12/1996 % \printtitle #indian % su: shaam ra.ngiin huii hai tere aa.Nchal kii tarah surma_ii ra.ng sajaa hai tere kaajal kii tarah u: paas ho tum mere dil ke mere aa.Nchal kii tarah merii aa.Nkho.n me.n base ho mere kaajal kii tarah u: merii hastii pe kabhii yuu.N koii chhaayaa hii na thaa su: tere nazdiik mai.n pahale kabhii aayaa hii na thaa u: mai.n huu.N dharatii kii tarah tum kisii baadal kii tarah su: surma_ii ra.Ng sajaa hai tere kaajal kii tarah u: aasmaan hai mere armaano.n ke darpan jaise su: dil yuu.N dha.Dake ki lage baj uThe ka.Ngan jaise u: mast hai.n aaj havaae.n kisii paayal ki tarah su: surma_ii ra.Ng sajaa hai tere kaajal kii tarah u: aisii ra.Ngiin mulaaqaat kaa matalab kyaa hai su: in chhalakate hue jazbaat kaa matalab kyaa hai u: aaj har dard bhulaa do kisii paagal kii tarah surma_ii ra.Ng sajaa hai tere kaajal kii tarah % #endindian \endsong %