% \startsong \stitle{shaam Dhale khi.Dakii tale tum siiTii bajaanaa chho.D do}% \film{Albela}% \year{}% \starring{Bhagwan, Geeta Bali}% \singer{Chitalkar, Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Neha Desai (umdesai@cc.umanitoba.ca) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Jan 21 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % la: shaam Dhale, khi.Dakii tale tum siiTii bajaanaa chho.D do chi: gha.Dii\-gha.Dii khi.Dakii me.n kha.Dii tum tiir chalaanaa chho.D do la: roz\-roz tum merii galii me.n chakkar kyo.n ho kaaTate ajii, chakkar kyo.n ho kaaTate chi: sachchii\-sachchii baat kahuu.N mai.n \-2 ajii tumhaare vaaste, tumhaare vaaste la: jaao, jaao, hosh me.n aao yuu.N aanaa\-jaanaa chho.D do \-2 la: mujhase tumhe.n kyaa matalab hai ye baat zaraa batalaao \-2 chi: baat fakat itanii sii hai ki tum merii ho jaao aao aao tum merii ho jaao la: aisii baate.n, apane dil me.n ai saahib tum laanaa chho.D do \-2 chi: chaar mahiine mehanat kii hai ajii ra.Ng kabhii to laaegii \-2 la: jaao\-jaao jii yahaa.N tumhaarii daal kabhii galane na paaegii ajii daal kabhii galane na paaegii chi: dilavaalo.n, matavaalo.n par tum raub jamaanaa chho.D do ajii raub jamaanaa chho.D do shaam Dhale \threedots % #endindian \endsong %