% \startsong \stitle{sapane me.n dekhaa sapanaa}% \film{Golmaal}% \year{}% \starring{Amol Palekar, Bindiya, Utpal Dutt}% \singer{Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % sapane me.n dekhaa sapanaa , ho sapane me.n dekhaa sapanaa aage? ek din sapane me.n dekhaa sapanaa kyaa? vo jo hai nA amitaabh apanA bachchan! haa.n \threedots mai.n amitaabh ho gayaa ho, sapane me.n dekhaa sapanaa daaye.n me.n hemaa, maalinii baaye.n me.n ziinat, amaan saamane rekhaa, piichhe jo dekhaa kyA huA? ratnaa kha.Dii thI, haath me.n chha.Dii thI dekhate dekhate mai.n bhaag rahaa thA dekhaa mai.n bhaag rahaa thA ho, sapane me.n dekhaa sapane haa.n, ek aur yaad AyA ek din sapane me.n dekhaa sapanaa kyaa? vo jo hai nA misTar pele apanA kaisaa khilaa.Dii hai, ba.Daa anaa.Dii hai mere saath maich ho gayaa gayaa gayaa \threedots are maaraa jo chhakkaa, kaich ho gayaa fuTabaul me.n crikeT? kahaa.NA, sapane me.n dekhaa dekhaa sapanaa \threedots ek din chhoTii sI dekhii sapanii sapanii?? are vo jo hai nA lataa apanii lataa gaa rAhI thI, mai.n tabale pe thA vo mukha.De pe thI, mai.n a.ntare pe thaa taal kahaa.N, taam kahaa.N, tum kahaa.N, ham kahaa.N taal kahaa.N taam kahaa.N tum kahaa.N ham kahaa.N lataafaT, faTaafaT, faTaafaT, karaamaat taake tiikaa taake tIkaa, taake tiikaa taake tIkaa, thayya thaI sapane me.n dekhaa sapanaa ho, sapane me.n dekhaa sapana \threedots % #endindian \endsong %