% \startsong \stitle{saara.ngaa terii yaad me.n, nain hue bechain}% \film{Saranga}% \year{1960}% \starring{}% \singer{Mukesh / Rafi}% \music{Sardar Malik}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Contributor: Sunil Banwari (sbanwari@pdx167.intel.com) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: U V Ravindra % \printtitle #indian % saara.ngaa terI yaad me.n nain hue bechain madhur tumhaare milan binaa din kaTate nahii.n rain, ho~ saara.ngaa terI yaad me.n \threedots vo ambuvaa kA jhuulanaa, vo pIpal kii chhaa.Nv ghuu.NghaT me.n jab chaa.Nd thA, meha.ndii lagI thI paa.nv ho, (aaj uja.Dake rah gayaa \- 2) vo sapano.n kA gaa.Nv, ho \threedots saara.ngaa terI yaad me.n \threedots sa.ng tumhaare do gha.Dii, bIt gaye jo pal jal bharake mere nain me.n, aaj hue ojhal ho, (sukh leke duHkh de gayii.n \-2) do akhiyA.N cha.nchal, ho \threedots saara.ngaa terI yaad me.n \threedots % % Rafi version % saara.ngaa terii yaad me.n nain hue bechain madhur tumhaare milan binaa din kaTate nahii.n rain madhuban ke madhuku.nj me.n chalat birahaa samiir baaT takuu.N terii mai.n priye jal jamunaa ke tiir % #endindian \endsong %