% \startsong \stitle{rahe.n naa rahe.n ham, mahakaa kare.nge}% \film{Mamta}% \year{1966}% \starring{Suchitra Sen, Ashok Kumar and Dharmendra}% \singer{Lata / Rafi, Suman Kalyanpur}% \music{Roshan}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Prashant Kulkarni (praskulk@engin.umich.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % K Rai (rrai@plains.nodak.eduRavi) % Satish Subramanium (subraman@cs.umn.edu) % Surajit Bose % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % rahe.n naa rahe.n ham, mahakaa kare.nge ban ke kalii, ban ke sabaa, baaGe vafaa me.n \threedots mausam koI ho is chaman me.n ra.ng banake rahe.nge in fizaa me.n chaahat kii khushabuu, yuu.N hii zulfo.n se u.Degii, khizaayo.n yaa bahaare.n yuu.Nhii jhuumate, yuhii.N jhuumate aur khilate rahe.nge, ban ke kalii ban ke sabaa baaGe.n vafaa me.n rahe.n naa rahe.n ham \threedots khoye ham aise kyaa hai milanaa kyaa bichha.Danaa nahii.n hai, yaad hamako gu.nche me.n dil ke jab se aaye sirf dil kii zamii.n hai, yaad hamako isii sarazamii.n, isii sarazamii.n pe ham to rahe.nge, ban ke kalii ban ke sabaa baaGe vafaa me.n rahe.n naa rahe.n ham \threedots jab ham na ho.nge tab hamaarii khaak pe tum rukoge chalate chalate ashko.n se bhiigii chaa.ndanii me.n ik sadaa sii sunoge chalate chalate vahii.n pe kahii.n, vahii.n pe kahii.n ham tumase mile.nge, ban ke kalii ban ke sabaa baaGe vafaa me.n \threedots rahe.n naa rahe.n ham, mahakaa kare.nge \threedots ## Duet Version ## suman: hai Khuubasuurat ye nazaare ye bahaare.n hamaare dam\-qadam se rafii: zi.ndaa huii hai phir jahaa.N me.n aaj ishq\-o\-vafaa kii rasm ham se dono.n: yuu.Nhii is chaman, yuu.Nhii is chaman kii ziinat rahe.nge, ban ke kalii ban ke sabaa baaG\-e\-vafaa me.n rahe.n naa rahe.n ham ... % #endindian \endsong %