% \startsong \stitle{ra.njish hii sahii dil hii dukhaane ke liye##(Gazal: Jagjit+Lata)##}% \film{non-Film}% \year{}% \starring{}% \singer{Jagjit Singh, Lata}% \music{}% \lyrics{Ahmad Faraz}% % % Contributor: Hrishikesh K. Joshi (mathkjx@gsusgi2.Gsu.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Comments: Pyare Bharatiya bhaiyo tatha beheno (ek ko rahane de... % ek ko rahane de). Mujhe asha hai ki aap ko ye ghazl pasand aayegi. % Main sirf itna jaanta hoon ki isse Jagjit Singh aur Lata ji ne % solo main gaya hai. Haal hee main ise Anuradha Paudwal ne bhi gaya hai... % \printtitle #indian % ra.njish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa \- 2 aa phir se mujhe chho.D ke jAne ke liye aa ra.njish hii sahii \threedots kis kis ko bataaye.nge judaa_ii kA sabab ham \- 2 rasmo.n rahe duniyA hii nibhaane ke liye aa aa aa ra.njish hii sahii \threedots pahale \threedots pahale se marAsim nA sahii phir bhI kabhI to \- 2 tuu bhI to kabhI mujhako manaane ke liye aa ra.njish hii sahii \threedots tujhako \threedots tujhako bahut aate hai.n, nA aane ke bahaane \- 2 vaise hii kisii roz nA jaane ke liye aa aa aa ra.njish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa % #endindian \endsong %