% \startsong \stitle{pyaar huaa iqaraar huaa hai, pyaar se phir kyo.n Darataa hai dil}% \film{Shree 420}% \year{1955}% \starring{Raj Kapoor, Nargis, Nadira}% \singer{Manna De, Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % \printtitle #indian % pyaar huaa iqaraar huaa hai pyaar se phir kyo.n Darataa hai dil (kahataa hai dil, rastaa mushkil maaluum nahii.n hai kahaa.N ma.nzil ) \- 2 pyaar huaa iqaraar huaa \threedots dil kahe is maa.ng ko, mai.n taaro.n se sa.nvaar duu.N tumase nayaa sa.nsaar luu.N, tumako nayaa sa.nsaar duu.N chaa.Nd aur suuraj, diip gagan ke is dharatii pe utaar duu.N aahaa haa aahaa haa, aa \threedots pyaar huaa iqaraar huaa \threedots raato.n daso.n dishaao.n se, kahe.ngii apanii kahaaniyaa.N priit hamaare pyaar kii, doharaae.ngii javaaniyaa.N mai.n na rahuu.Ngii, tum na rahoge phir bhii rahe.ngii nishaaniyaa.N aahaa haa aahaa haa, aa \threedots pyaar huaa iqaraar huaa \threedots % #endindian \endsong %