% \startsong \stitle{piyaa milan ko jaanaa}% \film{Kapala Kundala}% \year{1939}% \starring{Pankaj Mullick, Leela Desai}% \singer{Pankaj Mullick}% \music{Pankaj Mullick}% \lyrics{Pankaj Mullick}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % piyA milan ko jAnA, hA.n piyA milan ko jAnA jag kI laaj, man kI mauj, dono.n ko nibhAnA piyA milan ko jAnA, hA.n piyA milan ko jAnA kA.NTe bikharA ke chalU.n, pAnI DhalakA ke chalU.n \- 2 sukh ke liye sIkh rakhU.n \- 2 pahale dukh uThAnA, piyA milan ko jAnA \threedots (pAyal ko bA.ndh ke \- 2), uThI chubh nAg ke (?) pAyal ko bA.ndh ke dhIre\-dhIre dabe\-dabe pAvo.n ko ba.DhAnA piyA milan ko jAnA \threedots bujhe diye a.ndherI rAt, A.Nkho.n par dono.n hAth \- 2 kaise kaTe kaThin baaT \- 2 chal ke AzamAnA, piyA milan ko jAnA hA.n piyA milan ko jAnA, jAnA piyA milan ko jAnA, jAnA piyA milan ko jAnA, hA.n piyA milan ko jAnA % #endindian \endsong %