% \startsong \stitle{piital kii morii gaagarii}% \film{Do Boond Pani}% \year{1971}% \starring{Simi Grewal, Jalal Agha}% \singer{Parveen Sultana, Minoo Purshottam}% \music{Jaidev}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Contributor: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.org) % Transliterator: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.org) % Credits: Neeraj Malhotra (malhotra@bedford.progress.com) % Comments: A song as fresh and innocent as morning dew. % \printtitle #indian % piital kii morii gaagarii, dila.Dii se mol ma.ngaaii re \- 2 paao.n me.n ghu.ngharuu baa.ndh ke, ab paniyaa bharan ham jaaii re \- 2 piital kii morii gaagarii paayaliyaa bole chhumak chhumak, badalii hai chaal, haay haay badalii hai chaal javaanii kii \- 2 chundariyaa sarake idhar udhar, besarmii dekh, hoy hoy besarmii dekh diivaanI kii \- 2 badanaamI hogii gaao.n me.n chundarii kahii.n jo tuune ga.Nvaaii re \- 2 piital kii morii gaagarii ##tinkling laughter## sanasan sanasan jiyaa kare jab gagarii Duube paanii me.n \- 2 apanaa mukha.Daa nayaa lage, ham jab jab, hoy ham jab jab dekhe.n paanii me.n \- 2 gaalo.n pe laalii aa ga_ii, are kis ne ye aag laaii re \- 2 piital kii morii gaagarii, dila.Dii se mol ma.ngaaii re paao.n me.n ghu.ngharuu baa.ndh ke, ab paniyaa bharan ham jaaii re piital kii morii gaagarii % #endindian \endsong %