% \startsong \stitle{nagarii\-nagarii dvaare\-dvaare Dhuu.NDhuu.N re saa.nvariyaa}% \film{Mother India}% \year{1957}% \starring{Nargis, Raj Kumar, Sunil Dutt, Rajendra Kumar, KumKum}% \singer{Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: David A. Windsor (windeng@durras.anu.edu.au) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Oct 22 1995 % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % nagarii\-nagarii dvaare\-dvaare Dhuu.NDhuu.N re saa.nvariyaa piiyaa\-piiyaa raTate\-raTate ho ga_ii re baa.Nvariyaa nagarii\-nagarii \threedots baalam bedardii ne mohe phuu.Nkaa Gam kii aag me.n birahaa kii chi.ngaarii bhar do dukhiyaa ke suhaag me.n pal\-pal manavaa roe chhalake naino.n kii gagariyaa nagarii\-nagarii \threedots aaii thii a.Nkhiyo.n me.n lekar sapane kyaa\-kyaa pyaar ke jaatii huu.N do aa.Nsuu lekar aashaae.n sab haar ke duniyaa ke mele me.n luT ga_ii jiivan kii gaThariyaa nagarii\-nagarii \threedots darshan ke do pyaase nainaa jiivan bhar na soe.nge bichha.De saajan tumare kaaraN raato.n ko ham roe.nge ab na jaane raamaa kaise biitegii umariyaa nagarii\-nagarii \threedots % #endindian \endsong %