% \startsong \stitle{naam gum jaayegaa, cheharaa ye badal jaayegaa, merii aavaaz hii}% \film{Kinaara}% \year{1977}% \starring{Jeetendra, Hema Malini, Dharmendra, Dr. Shreeram Lagoo}% \singer{Bhupinder, Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Bijal C. Modi (bijal@fission.Nuc.Berkeley.EDU) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % naam gum jaayegaa, cheharaa ye badal jAyegaa merii aavaaz hii, pahachaan hai gar yaad rahe vaqt ke sitam, kam hasii.n nahii.n aaj hai.n yahaa.N, kal kahii.n nahii.n vaqt se bhare agar, mil gaye kahii.n merii aavaaz hii \threedots jo guzar ga_ii, kal kii baat thii umr to nahii.n, ek raat thii raat kaa silaa agar, phir mile kahii.n merii aavaaz hii \threedots din Dhale jahaa.N, raat paas ho zi.ndagii kii lau, uu.Nchii kar chalo yaad aaye gar kabhii, jii udaas ho merii aavaaz hii \threedots % #endindian \endsong %