% \startsong \stitle{na u.Daa yuu.N Thokaro.n se}% \film{non-Film}% \year{}% \starring{}% \singer{Ghulam Ali}% \music{}% \lyrics{}% % % Contributor: Satish V Maruvada (maruvada@cup.hp.com) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % nA u.Daa yuu.n Thokaro.n se merI khaak\-e\-kabr zaalim yahii ek rah gaI hai merI pyaar kii nishaanii faasale aise bhI ho.nge ye kabhI sochaa nA thA saamane baiThaa thA mere aur vo meraa nA thA vo ke khushabuu kii tarah failaa thA mere chaarasuu mai.n use mahasuus kar sakataa thA chhuu sakataa nA thA raat bhar pichhalii hii aahaT kaan me.n AtI rahii jhanak kar dekhaa galii me.n koI bhI AyA nA thA yaad karake aur bhI takaliif hotI thI adiim bhuul jaane ke sivaa ab koI bhI chaaraa nA thA % #endindian \endsong %