% \startsong \stitle{na bole, na bole, na bole re, ghuu.NghaT ke paT naa khole re}% \film{Azad}% \year{1955}% \starring{Dilip Kumar, Meena Kumari}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Easwar Srinivasan (esriniv@eos.ncsu.edu) % Transliterator: Arati Deo (arati@rice.edu) % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % naa bole, naa bole, naa bole re \- 2 (ghuu.NghaT ke paT naa khole re raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re ) \- 2 raadhaa kii laaj bharii a.Nkhiyo.n ke Dore dekhoge kaise ab gokul ke chhore dekho mohan kaa manavaa Dole re raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re naa bole, naa bole, naa bole re ghuu.NghaT ke paT naa khole re raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re yaad karo jamunaa kinaare, saa.Nvariyaa \- 2 o.Dhii thii raadhaa kii kaahe gagariyaa is kaaran naa tum sa.ng bole re raadhaa naa bole, naa bole re naa bole, naa bole, naa bole, naa bole re ghuu.NghaT ke paT naa khole re raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re ruuThii huii yuu.N naa maanegii chhaliyaa charaNo.n me.n raadhaa ke, rakh do muraliyaa \- (2) baat ban jaayegii haule haule re raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re naa bole, naa bole, naa bole re ghuu.NghaT ke paT naa khole re raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re % #endindian \endsong %