% \startsong \stitle{mere nasiib me.n ai dost teraa pyaar nahii.n}% \film{Do Raaste}% \year{1969}% \starring{Rajesh Khanna, Mumtaz}% \singer{Kishore}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % khizA ke phuul pe AtI kabhI bahaar nahii.n mere nasiib me.n ai dost, terA pyaar nahii.n mere nasiib me.n ai dost, terA pyaar nahii.n \threedots nA jAne pyaar me.n kab mai.n, zubaa.n se phir jaaU.n mai.n banake aa.Nsuu khud apanii, nazar se giir jaaU.n terI qasam hai meraa koI, aitabaar nahii.n mere nasiib me.n \threedots mai.n roz lab pe naI ek, aah rakhataa huu.N mai.n roz ek naye Gam kii raah takataa huu.N kisii khushii kA mere dil ko, intazaar nahii.n mere nasiib me.n \threedots gariib kaise mohabbat, kare amiiro.n se bichha.D gaye hai.n ka_ii raa.njhe, apanii hIro.n se kisii ko apane muqaddar pe, ikhtiyaar nahii.n mere nasiib me.n \threedots khizA ke phuul pe AtI kabhI bahaar nahii.n mere nasiib me.n ai dost, terA pyaar nahii.n % #endindian \endsong %