% \startsong \stitle{mere nainaa saavan bhaado.n, phir bhii meraa man pyaasaa}% \film{Mehabooba}% \year{1976}% \starring{Rajesh Khanna, Hema Malini}% \singer{Kishore / Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu) % Jasjit Singh (jasjit@cc.gatech.edu) % C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Ranu Singh (singh@cc.gatech.edu) % Ashish S Bokil (abokil@hubcap.clemson.edu) % Rajan Parrikar (parrikar@mimicad.colorado.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ##Kishore version:## mere nainaa saavan bhaado.n.n phir bhii meraa man pyaasaa \- (2) ai dil diivaane, khel hai kyaa jaane dard bharaa ye, giit kahaa.N se in ho.nTho.n pe aae, duur kahii.n le jaae bhuul gayaa kyaa, bhuul ke bhii hai mujhako yaad zaraa saa, phir bhii \threedots baat puraanii hai, ek kahaanii hai ab sochuu.N tumhe.n, yaad nahii.n hai ab sochuu.N nahii.n bhuule, vo saavan ke jhuule R^itu aaye R^itu jaaye deke jhuuThaa ek dilaasaa, phir bhii\threedots baraso.n biit gae, hamako mile bichha.De bijurii banakar, gagan pe chamake biite samay kii rekhaa, mai.n ne tum ko dekhaa man sa.ng aa.Nkh\-michaulii khele aashaa aur niraashaa, phir bhii\threedots ##Lata version:## mere nainaa saavan bhaado.n phir bhii meraa man pyaasaa \- (2) baat puraanii hai\threedots ai dil diivaane \threedots baraso.n biit gae, hamako mile bichha.De bijurii banakar, gagan pe chamake biite samay kii rekhaa, mai.nne tumako dekhaa ta.Dap ta.Dap ke is birahan ko aayaa chain zaraasaa, phir bhii \threedots ghu.ngharuu kii chhamachham, ban ga_ii dil kaa Gam Duub gayaa dil, yaado.n me.n phir ubharii bera.ng lakiire.n, dekho ye tasaviire.n suune mahal me.n naach rahii hai ab tak ek rakkaasaa, phir bhii\threedots % #endindian \endsong %