% \startsong \stitle{matalab nikal gayaa hai to, pahachaanate nahii.n}% \film{Amanat}% \year{1975}% \starring{Manoj Kumar, Sadhana, Balraj Sahni, Mahmood}% \singer{Rafi}% \music{Ravi}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % \printtitle #indian % matalab nikal gayaa hai to, pahachaanate nahii.n yuu.N jaa rahe hai.n jaise hame.n, jaanate nahii.n apanii garaz thii jab to lipaTanaa qabuul thaa baaho.n ke daayare me.n simaTanaa qabuul thaa ab ham manaa rahe hai.n magar maanate nahii.n hamane tumhe.n pasa.nd kiyaa, kyaa buraa kiyaa rutabaa hii kuchh baland kiyaa kyaa buraa kiyaa har ik galii kii Kaak to ham chhaanate nahii.n mu.Nh pher kar na jaao hamaare qariib se milataa hai koii chaahane vaalaa nasiib se is tarah aashiqo.n pe kamaa.N taanate nahii.n % #endindian \endsong %