% \startsong \stitle{mai.n to bhuul chalii baabul kaa des}% \film{Saraswati Chandra}% \year{1968}% \starring{Nutan, Manish, Ramesh Deo}% \singer{Lata}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: Porky (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Preetham, Prince % \printtitle #indian % mai.n to bhuul chalii baabul kaa des piyaa kaa ghar pyaaraa lage koii maike ko de do sa.ndes piyaa kaa ghar pyaaraa lage 1) nanadii me.n dekhii hai bahanaa kii suurat saasuu jii merii hai mamataa kii muurat pitaa jaisaa, sasur jii kaa bhes, piyaa \threedots 2) cha.Ndaa bhii pyaaraa hai suuraj bhii pyaaraa par sabase pyaaraa hai sajanaa hamaaraa aa.Nkhe.n samajhe jiyaa kaa sa.ndes, piyaa \threedots 3) baiThaa rahe saiyaa.n naino.n ko jo.De \- 2 ik pal vo mujhako akelaa naa chho.De nahii.n jiyaa ko koii klesh, piyaa \threedots % #endindian \endsong %