% \startsong \stitle{mai.n gaauu.N tum so jaao, sukh sapano.n me.n kho jaao}% \film{Brahmachari}% \year{1968}% \starring{Shammi Kapoor, Rajashri, Pran, Mumtaz, Jagdeep}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % mai.n gaauu.N tum so jaao sukh sapano.n me.n kho jaao maanaa aaj kii raat hai lambii maanaa din thaa bhaarii par jag badalaa badalegii ek din taqadiir hamaarii us din ke khvaab sajaao 1) kal tum jab aa.Nkhe.n khologe jab hogaa ujiyaaraa khushiyo.n kaa sandeshaa lekar aaegaa saveraa pyaaraa mat aas ke diip bujhaao, mai.n gaaU.N \threedots 2) jii karataa hai jiite jii mai.n yU.N hii gaataa jaaU.n gardish me.n thake haatho.n kaa maathaa sahalaataa jaauu.n phir ik din tum doharaao, sukh sapano.n \threedots % #endindian \endsong %