% \startsong \stitle{log kahate hai.n mai.n sharaabii huu.N}% \film{Sharaabi}% \year{1984}% \starring{Amitabh, Jayaprada}% \singer{Kishore, Asha}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Anjaan, Prakash Mehra}% % % Contributor: Ashish S Bokil (abokil@hubcap.clemson.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % ham ham huu.N ham ham de re naa aa aa aa aa aa.N log kahate hai.n mai.n sharaabii huu.N \- 2 tumane bhii shaayad yahii soch liyaa hA.n \threedots log kahate hai.n mai.n sharaabii huu.N kisiipe husn kA guruur javaanii kA nashaa kisiike dil pe mohabbat kii ravaanii kA nashaa kisiiko dekhe saa.Nso.n se ubharataa hai nashaa binaa piye bhii kahii.n had se guzarataa hai nashaa nashe mai.n kaun nahii.n hai.n mujhe batAo zaraa kise hai hosh mere saamane to laao zaraa nashaa hai sab pe magar ra.ng nashe kA hai judaa khilii khilii huii subah pe hai shabanam kA nashaa havaa pe khushabuu kA bAdal pe hai rimajhim kA nashaa kahii.n suruur hai khushiyo.n kA kahii.n Gam kA nashaa nashaa sharaab mai.n hotA to nAchatii botal maikade jhuumate paimaano.n mai.n hotI halachal nashaa sharaab mai.n hotA to naachatii botal nashe mai.n kaun nahii.n hai.n mujhe batAo zaraa \- 2 log kahate hai.n mai.n sharaabii huu.N \- 2 tumane bhii shaayad yahii soch liyaa log kahate hai.n mai.n sharaabii huu.N tho.Dii aa.Nkho.n se pilaa de re sajanii dIvaanii \- 2 tujhe mai.n tujhe mai.n tujhe naulakkhaa ma.ngaa duu.ngaa sajanii divaanii % #endindian \endsong %