% \startsong \stitle{koii paradesii aayaa parades me.n}% \film{Ham Se Hai Zamana}% \year{1983}% \starring{Mithun, Ranjeeta, (or) Kumar Gaurav, Rati}% \singer{Anwar}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Rizwan Syed (rizwan@earth.sparco.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Fri Sep 8 1995 % Credits: Kuntal Shah (kuntal@india.ti.com) % S. Ravi Krishna (rkrishna@informix.com) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % koii paradesii aayaa, parades me.n \-2 des banaayaa, parades me.n koii paradesii aayaa, parades me.n saarii zamii.n se, saare aasmaa.N se pyaar ba.Dhaa hai, dono.n jahaa.N se saare sa.ndesii ik, sa.ndes me.n koii paradesii aayaa, parades me.n \-2 des banaayaa, parades me.n koii paradesii aayaa, parades me.n apanaa hai yaaro.n ye saaraa zamaanaa begaano.n ko bhii na Thukaraanaa dard hazaaro.n dil kii, ik Thes me.n koii paradesii aayaa, parades me.n \-2 des banaayaa, parades me.n koii paradesii aayaa, parades me.n ham sab musaafir, duniyaa safar hai is raste me.n, kis ko khabar hai kaun kahaa.N mil jaae, kis bhes me.n koii paradesii aayaa, parades me.n \-2 des banaayaa, parades me.n koii paradesii aayaa, parades me.n % #endindian \endsong %