% \startsong \stitle{koii lauTaa de mere}% \film{Door Gagan Ki Chhaaon Mein}% \year{1964}% \starring{Kishore, Supriya Chowdhury, Amit Kumar}% \singer{Kishore}% \music{Kishore}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % albele din pyaare, mere bichha.De saathii saare haay! kahaa.N gaye, haay! kahaa.N gaye koI lauTaa de mere, biite hue din \- (2) biite hue din vo hAy, pyaare pal chhin koI lauTaa de \threedots mai.n akelaa to nA thA, the mere sAthI kaI ek aa.Ndhii sI uThii, jo bhI thA leke gaI aaj mai.n Dhuu.NDhU.n kahaa.N, kho gaye jaane kidhar \- 2 biite hue din vo haay, pyaare pal chhin koI lauTaa de \threedots mere khvaabo.n ke nagar, mere sapano.n ke shahar pii liyaa jinake liye, mai.nne jIvan kA zahar aise bhI din the kabhI, merI duniyA thI merI \- 2 biite hue din vo haay, pyaare pal chhin koI lauTaa de \threedots % #endindian \endsong %